Lyrics of Honge Juda Na Hum Title Song Lyrics sony channel new serial produced by Adhikari Brothers starring Raqesh Vashisth and Amna Sharif in lead roles.Promo of Honge Juda Na Hum is out and show is suppose to on air from 10 September 2012.
In vaadiyon mein yunhi milte rahenge
Dil mein vafa ke diye jalte rahenge
Yeh maanga hai duaon mein
Kami na ho vafaaon mein
Rahe teri nigaahon mein
Likho na yeh fizaaon mein o saajana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana
![]() |
| Honge Juda Na Hum- Sony Tv |
Honge Juda Na Hum Title Song Lyrics
Vaada raha sanam .. Honge juda Na Hum
Full Song lyrics- Honge Juda Na Hum
Vaada raha sanam, honge judaa na hum
Chaahe na chaahe zamaana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana
Chaahe na chaahe zamaana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana
In vaadiyon mein yunhi milte rahenge
Dil mein vafa ke diye jalte rahenge
Yeh maanga hai duaon mein
Kami na ho vafaaon mein
Rahe teri nigaahon mein
Likho na yeh fizaaon mein o saajana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana
Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi
Dekho to kya nazaare hain
Tumhaari tarah pyaare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhaare hai o jaane jaan